Server
- …
POS mein daalein
Jaanchein dabayein — har ginti ki sheet alag dikhegi. Sheet par click karein to us ke items khulenge. Jo sheet POS mein daalni ho us ka dabba tick karein, phir POS mein daal dein — sirf wahi sheets jayengi.
Count sheets
Sheet
Poori dukaan = POS ke saare items, apni category ki section mein. Ginti tab bhi wahi karni hoti hai jo likhi jaye — sheet bari hone se POS mein kuch nahi jata.
Pack groups
Ek hi cheez ke alag size ek group mein. Har member ka factor batata hai woh base ke kitne barabar hai — danda = 10, tin = 16, 1/2 kg = 0.5. Adjustment phir bhi har item ka alag jata hai; group sirf dikhata hai ke poora khandaan mila ya nahi.
Group
Item ki darkhwast
Ginti wale ne jo item sheet mein maanga. OK dabane par item us sheet mein aa jata hai.
Pehle ke faisle
Users
Phone par lagane ka QR
Temporary ginti
Bari ginti ke liye. Login screen par "Temporary ginti" aa jata hai: naam likhein, password chahein to. Ye log sirf ginti likh sakte hain; Bhejein, Dubara sheet aur Khali mein 0 par neeche wali ginti ki authorisation key maangi jati hai. Tick hata kar mehfooz karne se sab temporary users foran khatam (un ki bheji ginti History mein un ke naam se rehti hai).
Ginti ki authorisation key
Ginti walon ke liye alag key (POS wali key se alag). Temporary users, aur Users list mein jin par "Key maange" tick hai, un se Bhejein / Dubara sheet / Khali mein 0 par ye maangi jati hai.
Naya user
Recycle bin
Mitaye gaye users yahan aate hain — mitte nahi. Temporary users "Temporary ginti" band karne par yahan aa jate hain.
Email report
Sheet server par pahunchne ke baad jab 10 minute tak nayi ginti na aaye, report chali jati hai. Baad mein aur ginti aaye to update wali report.
Pichhli ginti
Poori dukaan kai phone par ek saath gini jaye to har phone ki apni sheet banti hai. Un ko tick kar ke ek ginti bana dein — phir POS screen par woh ek hi ginti ki tarah aati hain, joint poora jurta hai, aur ek hi item jo kai sheets mein gina gaya ho us ki ginti jama ho kar ek entry banti hai (jab sab ka POS stock barabar ho). POS stock alag ho to sheet tick kar ke POS match na ho tab bhi jama karein dabayein. Do gintiyan tick kar ke Compare se dono ka farq dekh lein.
Compare
Tafseel
Recycle bin
Auto update
POS database
Ye hissa band hai. Kholne ke liye authorisation key chahiye.
POS database
App kis SQL Server aur kis database se juri hai. Badalne ke baad pehle Test karein — jo connect na ho woh save hi nahi hota.
Authorisation key badlein
Yehi key Database hissa kholne aur POS mein daal dein ke waqt maangi jati hai.
Kam az kam 6 harf/number. Bhool jayein to server par
py -3.12 -m server.manage set-key se nayi ban jati hai.
